Tuesday, January 20, 2009

Jaane Tu Ya Jaane Na ...

Jaane Tu Meri Kya Hai, Jaane Main Tera Kya Tha
Saath Tere Har Pal, Saath Har Lamha Tha..
Jaane Kaisi Kasak Hai, Jaane Kaisi Tadap Hai
Kyun Ye Aakhe Nam Hai, Jaane Kaisaa.. Gham Hai..
Hai Dosti Humko Yakin To, Dosti Aur Kuch Bhi Nahi Tha
Par Kaise Tujh Ko Baate, Kyun Chubtay Hai Pairo Mine Kaate

Jaana Dil Jaana, Kaise Maine Na Jana
Ke Pyaar Yehi Hai, Ye Jaane Tu Ya Jaane Na
Jaana Dil Jaana, Kaise Tune Na Jana
Ke Pyaar To Hai,Ye Jaane Tu Ya Jaane Na
Jaane Tu Meri Kya Hai, Jaane Main Tera Kya Tha
Saath Tere Har Pal, Saath Har Lamha Tha..

Kyun Aise Chubti Hai Tujhse Doori, Kyun Laguti Hai Zindegi Youn Aadhuri
Chuwa Kisi Ne Tujhu Ko To Laga Ke, Dil Main Kisi Ne Jaise Aag Laga Ke...
Duniya Jalaa di Hai.. Meri

Jaane Tu Meri Kya Hai, Jaane Main Tera Kya Tha
Saath Tere Har Pal, Saath Har Lamha Tha..
Jaane Kaisi Kasak Hai, Jaane Kaisi Tadap Hai
Kyun Ye Aakhe Nam Hai, Jaane Kaisaa.. Gham Hai..

Jaana Dil Jaana, Kaise Maine Na Jana
Ke Pyaar Yehi Hai, Ye Jaane Tu Ya Jaane Na..
Jaana Dil Jaana, Kaise Tune Na Jana
Ke Pyaar To Hai, Ye Jaane Tu Ya Jaane Na

No comments: