Friday, July 4, 2008

Kal Ho Naa Ho...

Most favorite song of my life ....




Thursday, July 3, 2008

Some Stuff to read...

Rehne de aasama,
zamin ki talash kar,
sab kuch yahin hai,
na kahin aur talash kar,
har arzoo puri to
jine mein kya maza,
jine ke liye bas
ek wajah ki talash kar

na poocho ki manjil kahan hai.
abhi to bas safar ka irada kiya hai.
na harenge honsala umr bhar.
kisi se nahin khud se yah wada kiya hai

Great Punchline



SAVE FUEL....Work From Home....

Wednesday, July 2, 2008

Zindagi ki kahani ...


Zindagi ki is bhagam-bhag main,
bas aage chale ja raha hu...
Achcha bura soche bina,
bas jeeye ja raha hu...
Zindagi ke khushiyo se bhare lamhe,
ko sanjoye ja raha hu...
aur aayenge aise pal,
usi ummeed ko saja raha hu...
by : Saurabh Bajaj